Coke Studio Season II, Episode 5 “Unity”. Produced By Rohail Hayatt.
Kuch Ajab Khel – Shafqat Amanat Ali
[Audio=http://cokestudio.s3.amazonaws.com/media/unity/Kuch-Ajab-Khail.mp3] [ Download MP3 ] [Download Video ]
Lyrics:
Kuch ajab khel kartar ke
Mor-e-saieen ghareeb banwaaj ke
Aik ko Deen-o-mulk tha janay
Aik bheekari anaaj Ke
Kuch ajab khel kartar ke
Mor-e-saieen ghareeb banwaaj ke
Aik ko Deen-o-hath main kasa
Aik pehnaway taaj re
Kuch ajab khel kartar ke
Mor-e-saieen ghareeb banwaaj ke
Hamian Kya Hua – Atif Aslam
[Audio=http://cokestudio.s3.amazonaws.com/media/unity/Humain-Kya-Hua.mp3] [ Download MP3 ] [ Download Video ]
Lyrics:
1,2,3,4…
Sadak pai parra hai koi
Utatha nahi hai koi
yeh dil mera bayhis huwa
Khel hai yeh kis ka rachaya
Kaun hai iss ka khiladi
kyun jalai, yeh gher mera
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Rahoon main jala her koi
Bujhata nahi hai koi
Yeh dil mera, Bayhis huwa
Jawan hain kyun ker soyai
Kanten hain yeh kis nai boye
kyun jalay yeh gher mera
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Dum hai tu daikh mashray ko
Dum hai tu daikh mashray ko
Kyun kho gaya so gaya hai tu
Kyun kho gaya so gaya hai tu
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Uth abb badal mashray ko
Uth abb badal mashray ko
kyun kho gaya so gaya hai tu
kyun kho gaya so gaya hai tu
1,2,3,4
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Humain kya huwa hai humain
Yeh kya hogaya hai humain
Yeh kya hogaya..
Chalo badlain khud ko
Kai badlai gee yuhin qaum
Bhool ja ek lamhay ko
Kai kaun hai awal kaun do
Chin gaya teray dil ka chain
Jab chayi ghata or bhegay teray neyna
Lutt gaye teri man ki aas
Gum sum udaas ye rog tujhay sehna
Sapnay saja kay, Sapnoo say bhagey
Door samandar aag bharkay hay
Jal say bojhal, Maan kay andar
Har kinaray dhondhtay phiray
Wo heray moti hum ko mil jaain
Kuch torr kay aaye, kuch chorr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi hay karwaan
Dhal jayegi ye gham ki raat
Barsain gey moti phool bhi khilain gey
Chin gaye wo jo thay chiragh
un justuju or bhi gilain gey
…?
Rashini or kam chaly thay
Man kay andar asmaan wo
Har disha main dhondhtay phiray wo
Wo heray moti hum ko mil jaain
Sab chorr kay aaye, Sab torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hamaray sang chalay jo jogi banay
Hum chorr kay aaye, Hum torr kay aaye
Hum aag kay phanchi
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Hum day chukay wo imtehaan
Dil par sajay jin kay nishan
Door jal raha makan
Nikla abhi ye karwan
Rukta nahi ye karwan
Nahi Ray Nahi – Ali Zafar
[Audio=http://cokestudio.s3.amazonaws.com/media/unity/Nahi-Ray-Nahi.mp3] [ Download MP3 ] [ Download Video ]
Lyrics:
Ho socha kia kabhi tu nay ye
Aye tum kahan say ho
Jaoo gay kahan ye socha
Nahi ray nahi
Ho Kasi hay ye dunia dekho
Kasay Kasay log yahan
Tum nay inko hay pehchana
Nahi ray Nahi
Ho aik tu aik tera Mola
Wo bolay mujh ko bata
Tu nay us say batain ki
Nahi ray nahi
Ho tu nay kia banai
Tu nay kia sajai
Sab kia hay usnay
Tu nay batain banai
Ho kisi ka bhi dil hay
Kisi ki bhi hay marzi
Tum nay jhanka hay kia us main
Nahi ray nahi
Ho zindagi haya hay
Waqt paryshan hay
Is ki Haqeqat ko jana
Nahi ray nahi
Ho Jo tera khuda hay
Wo mera Khuda hay
Tera kaha na mano to
Kion mujhay saza hay
Ho kadi yaad tu dil day ander
kadi yaad tu dil day ander
Main tera Mast Qalandar
Main tera Mast Qalandar
Ho kadi yaad tu dil day ander
kadi yaad tu dil day ander
Main tera Mast Qalandar
Main tera Mast Qalandar
Ho Socha kia kabhi tu nay ye
Aye tum kahan say ho
Jaoo gay kahan ye socha
Nahi ray nahi
Ek tu aik tera Mola
Wo bolay mujh ko bata
Tu nay us say batain ki
Nahi ray nahi
Nahi ray nahi…
Rona Chor Diya – Zeb & Haniya and Javed Bashir
[Audio=http://cokestudio.s3.amazonaws.com/media/unity/Rona-Chor-Dia.mp3] [ Download MP3 ] [ Download Video ]
Lyrics:
Teri batoon nay dil torra
To nay dekha or moun morra
Badal garja thorra thorra
Teri batoon nay dil torra
To nay dekha or moun morra
Badal garja thorra thorra
Pani barsa ye dil tarsa
Par jab beta thorra arsa
Main nay rona chor dia
Guzray thay jin say rastay wahi
Anjana hay ban gaien
Karni thi tujh say baat ankahi
Shayed chupsi hay sahi
Halchal main hay sagar sabhi
Sakin hay kuch junbish nahi
Yoheen guzray hay zindagi
Jeetay koi koi
App to bas main aik khabbar hoon
Gardish main hoon rahguzar hoon
Toofaan hoon main tera darr hoon
Chal pari hay kal ki kohi
Himaat hay to rokay koi
Main nay rona chorr dia
Main nay rona chorr dia…
Girtay patoon nay aas hay bhari
Kal na ayegi kabhi
Bandho dharas ab waqt hay yahi
Kar guzro sab kuch abhi
Gardish main hay mousm sabhi
Theeri nahi rokay nahi
Rasm-e-dunia hay to yahi
Pohnchay koi koi
Teri batoon nay dil torra
To nay dekha or moun morra
Badal garja thorra thorra
Pani barsa ye dil tarsa
Par jab beta thorra arsa
Main nay rona chor dia..
Main nay rona chor dia…
Titiliyaan – Strings
[Audio=http://cokestudio.s3.amazonaws.com/media/unity/Titiliyaan.mp3] [ Download MP3 ] [ Download Video ]
Lyrics:
Dil tha khilona, Chalo toot gaya
Kia kahain..
Koi saathi tha, Jisay chaha tha
Wo he lott gaya,
Kya kahain..
Titliyan yaadoon ki urrti jaaen
Rangoon main mujh say kuch kahti jaaen
Aik jheel the, Kai phool thay
sab mit gaye,
Kya kahain..
Chaha tha kyhna, Na kaha chup rahay
Rahoon main tanha, Chaltay he hum rahay
Titliyan yaadoon ki urrti jaaen
Rangoon main mujh say kuch kahti jaaen
Titliyan yaadoon ki urrti jaaen
Rangoon main mujh say kuch kahti jaaen
Teri chah thi, Meri roshni
Ab bujh gaye,
Kaya kahain..
tanuu dsurat lejman ram kahoon
tanuu seeta ji janan kahoon
baldev ja souta nand kahoon
tanuu kishn kahenaya kan kahoon
tanuu bhrama vishn ghanish kahoon
mahadev kahoon, bahgwan kahoon
tanuu geet ka rang tay byaihd kahoon
tanuu gyann kahoon agyan kahoon
tanuu ibrahim hawahishees kahoon
tanuu nooh kahoon toofan kahoon
tanuu ibrahim khalil kahoon
tanuu moosa bin imran kahoon
tanuu har dil da dildar kahoon
tanuu ahmad aali shaan kahoon
tanuu shahid malk hijaz kahoon
tanuu baies kaun makaan kahoon
tanuu nazz kahoon andaaz kahoon
tanuu hoor pari walmaan kahoon
tanuu nauog kahoon
tanuu toug kahoon
tanuu surkhee bedaaa paan kahoon
tanuu tabla tay tamboor kahoon
tanuu dholak sur tay tan kahoon
tanuu husn-te har singhar kahoon
tanuu ashawa ghamza aan kahoon
tanuu ishq kahoon
tanuu illam kahoon
tanuu waham yakin gumaan kahoon